Ess kadar ishq kiya tumsay aye-janemaan,
Bass rooh ko ess jism say nikalna baki hai.
Aankhon se aansoo roz nikaltay hain,
Tumsey ab ek ho jaana baaki hai.
Kadmo ki aahat se, tere aane ke aas aur badti hai,
Tu jun na tadpaa, tere pyaar ki pyaas aur badti hai.
Tera en gaalo ko shunaa sab yaad hai,
Dhere se labho mein kuch bolna, woh bhi khass hai.
Ghataa se aankhon mein daal ke,
Tera woh dekhna humein, sab dil ke pass hai.
Bass enhe baaton pe ab dil, tera hei mauhtaaj hai.
Kuch to mehar kar, saza es dil ko na de.
Thoda hei sahi,
Apne kareeb to kar,
Kareeb to kar.